infinix GT30 Pro 5G Flagship Gaming Features in ₹24000 Budget,, infinix GT30 Pro 5G फ्लेगशिप गेमिंग, फीचर्स,₹ 24999,
Ager Aap BGMI Gamer Ho To Issa Badhiyaa Mobile Fast Speed, Smuth, Features, Aur Hi Kiya Ho Sakta Hai O Bhi Rs.-24999 /8GB+256GB, Rs.26999 /12GB+256GB ka Range ma Aata Hai, Date 12 Jun 2025 ko 2 colour ka launch hoga 1. Dark Flare 2. Blade White
![]() |
Infinix GT30 Pro 5G |
infinix GT30 Pro Specifications :-
CAMERA / कैमरा
infinix GT30 Pro 5G -
REAR camera - ma main Camera 108 MP ka Hai f/1.89, fov 82°, Af Support karta Hai, Ultra wide angle 8MP ka Hai F/2.2, FOV 111.4°, AF support diya hai,
Dual Flashlight back side ma,
Video Recording - 4K 60fps/ 4K 30fps, 1080p 60fps/ 1080p 30 fps,
Wide: 2K 30 fps/ 1080p 30fps
Slow motion: 1080p 240 fps /1080p 120fps
FRONT CAMERA - 13 MP f/2.2, FOV, FF 82°,
Video recording - 4K 30fps/1080p 30fps,
SCANE MODE - vlog, video, AI Camera, portrait super night, slow motion, Time lapse, Dual video, sky shop, PRO, panorama, Document, Super Micro,
Normal user ke liya bahut hi acha hai, jasa ki content video, video call, selfi, lana Basic use kar sakta hai,
MEMORY / मेमोरी
8GB RAM + 256GB ROM, 8GB extended RAM
12GB RAM + 256GB ROM, 12GB extended RAM
Extended RAM features diya jisse RAM ko Double badha sakta hai, bina dikkat ke photo, video, apps, Game, rak sakta hai koi pareshani nahi hoga,
BATTERY / बैटरी
5500mAh ka Battery back-up milta hai agar aap din ek baar bhi charging 100 % kar dete ho to pura din aasani se charge Chala jayega,
45W FAST CHARGER - isma aapko milta Hai fast charger jo ki 30 minut mein bhi 50% Tak charge kar deta hai matlab ki 50 se 60 minut mein ful charge karke dega,
30W WIRELESS CHARGING - support Diya Hai jisse ki wireless kahin per bhi Bina kisi pareshani ke charge kar sakte ho smartphone ko,
REVERSE CHARGING 10W - emergency mein agar PC smartphone ka charging khatm ho jata hai to apne mobile se dusre ke mobile ya dusre ko mobile se khud ke mobile mein charging kar sakte ho,
WIRELESS REVERSE CHARGING - pahla ek Aisa smartphone hai jismein is features ko Shamil Kiya Hai aur yah ek acchi chij hai
DISPLAY / डिस्प्ले
1.5K 1224×2720 Amoled display sath ma 144 Hz Refresh Rate, Display ka Size Hoge 6.78 inch diya Hai, screen to body Ratio 93.7%, milta hai, inka Material - Amoled, cover glass - Corning® Gorilla® glass 7i ke sath ata hai, Brightness 700 nits (TYP) 1600 nits( HBM Brightness )
Brightness 4500 nits(pick Brightness),
Colour Gamut- 100 DCI - P3
Touch Sampling Rate 240Hz Tak, instant touch Sampling Rate 2160 Hz milta Hai, PWM Dimming 2304H Tak
OTHERS FEATURES - TUV hamesha on rahta hai low blue light,
Corning Gorilla glass 7i laga hai jo ki gameing time full brightness ke sath aur smuth ke sath game enjoy kar sakte ho
PLATFORM / प्लेटफार्म
Infinix GT30 Pro 5G ma Media Tak Dimensity 8350 chipset se banaya gaya hai yah wahi Chipset hai jo ki high range smart phone ma rahta hai GHz
CPU - Octa-Core
4x cortex-510/2.2 Tak
4x cortex-715/3.35 GHz Tak
Inka kaam hai jo smart phone ko speed se work karne ka kaam karta hai jisse mobile lag, nahi hota,
GPU - Mali-615 MC6
PROCESS - 4nm
Jisse ki 4nm artitecher se banaya hai jo ki lod aur samay ko taji se kaam karne ma upyog ma lata hai,
OPRETING SYSTEM / आपरेटिंग सिस्टम
XOS 15, powered by Android,™ 15
Android 15 ke diya gaya hai jo samya ke sath new update ma change ho sakta hai
SPLASH WATER AND DUST RESISTANCE /धूल पानी डंस्ट सुरक्षा
ICE 60529 ke testing kiya ki body damage, crack, Water west hone ki sambhavna hai isliye company warranty ka sath cover nahi karta hai,
SENSOR & TOOLS / सेंसर टूल्स
GT TRIGGER - YES, G- SENSOR - YES, E- COMPASS - YES, GYROSCOPE - Yes,
LIGHT - Yes, PROXIMITY SENSOR - YES, FINGERPRINT SENSOR - YES, in Display,side, MOTOR - X/AXIS YES, SAR SENSOR - YES, INFRARED BLASTER - YES,
SIZE & WEIGHT आकार वज़न
MODEL - x6873,
DIMENTION - 163.7×75.8×7.99mm
Weight - 188g
Disclaimer - inmein jitna Bhi jankari Di gai hai yah sab online ke Aadhar se liya gaya hai yah Keval aapko smartphone ki kimat aur features ki jankari avgat karana agar aap kharidne ke liye interest hai to pahle company ki officel website www.infinix.com ya retailer Store se jankari avashya len dhanyvad.
No comments: