VIVO X100 Pro,, 50MP 3 Camera,100w Flash Charger, Dimensity 9300"Smartphone,,2025
Vivo is phone mein Asteroid black, Startrail Blue, Sunset Orenge, 3 color ke sath company Ne pesh Kiya Hai jise yah phone bahut hi achcha dikhta Hai, aur Inka size Hight 164.05 mm thickness 75.28mm depth 8.91mm inko is tarah design Kiya gaya hai dekhne mein bahut hi soft aur smooth dikhai deta hai.
SPECIFICATIONS
DISPLAY
Is phone mein display size 6.78 inch ka full display Diya gaya hai jiska resolution size 2800×1260 full HD Plus hai, per second mein refresh karne ke liye 125Hz Tak Diya gaya hai, local Peak Brightnes Netflix ho ya YouTube mein HDR ka video ka Anand Le sakte ho jo ki aapko cinema Hall Jaise Anubhav dega, display mein color ka quality badhane ke liye 100% DCI-P3 Diya gaya hai, editing, video production, high quality content ke liye 105% NTSC Diya gaya hai, blogger ya fir Tech video banane ke liye pixel density 452 Diya Hai, battery ki kam khapat aur jyada brightness ke liye light emitting material VM7 suvidha Diya gaya hai, fast aur smooth ke liye mo AMOLED ka suvidha milta Hai, sath mein aapko multi touch ka suvidha Diya gaya hai jisse aap gaming ke liye yah bahut hi achcha Mana jata hai,
CAMERA
Is phone mein aapko rear triple camera ka features dekhne ko milega 50MP ZEISS men camera ke sath 1/0.98 f/1.75.Aperture Prakash Roshani ko kam jyada karne ke liye, IMX989 SENSOR jisse aap Lo light mein bhi super photography Le sakte hain.
Telephoto Camera ZEISS 50MP 1/2³ f/2.5 Aperture Floating Elements Design optical image stabilization, ismein aap aasani duri se Kisi bhi angle se bhi photo Bina fate 10x tak 90° ma photo capture kar sakte hain,
Super wide angle 50MP is camera ma 1/2.76" f/2.5 Aperture high resolution Diya gaya hai jo aapko kam Roshani ki jagah ma jyada Defth field milta Hai Inka piche ke side flashlight Diya gaya hai jo andhere mein photo ka quality focus karne ki liye
Front camera ismein aapko 32 MP f/2.0 Aperture ka camera Diya gaya hai ismein aap high resolution detail se clear ke sath photo capture karta hai aur Lo light ki jagah behtar performance deta hai is camere se aap contact video selfie ya FIR video calling ine sabhi Ke liye yah bahut achcha kam karta hai.
Scene mode - snapshot, night, portrait, photo, video, high resolution, pano, ultra HD Document, slow motion, long exposure, time lapse,supermoon, astro landscape and Archit, pro, food,live photo, cinematic portrait,
In features se aap photo video ka quality angle design Kai tarah ka istemal kar sakte hain.
PROSESOR
Is phone mein Dimensity 9300 powerful processor hai aur Inka CPU 8 Octa Core Diya gaya hai, ismein aap aapko multitasking aur gaming mein jabardast performance dekhne ko milega ya phone AI se engine ko karne connect Kiya Hai aur is aur agar is phone ka CPU ka Speed 3.25Ghz jo ki yah Ultra gaming performance karta hai, 2.85Ghz yah heavy multi tasking apps ko install karne ke liye madad karte Hain, 2.0 GHz yah background mein battery ka urja ka khapat kam karta hai, yah phone UN log ke liye aur acchi hai jo log jyadatar gaming aur video editing, multitasking ine sabhi Ke liye achcha phone Mana jata hai.
BATTERY
Is phone mein aapko 5400mAh Lithium ion battery jo dual sale in series se design Kiya Hai jo ki Phone ko jaldi charge karne ke liye do bhag mein Banta gaya hai, agar ek bar charge ho gaya To Hai bhi ujad se ke liye bhi aasani se handle kar sakte hain.
100W flash charger milta Hai is charger se phone ko aasani se 14 minut mein 50% Tak charge karne ke liye saksham hai, inke Sath 50W wireless flash charger support Diya gaya hai jisse aap aasani se dusre device ko charge kar sakte hain.
STORAGE
Phone mein 16GB RAM & 512GB ROM support Diya gaya hai aur khas baat yah Hai ki ismein 16GB ka virtual RAM Diya Hai, aur jaldi se jaldi apps ho ya game ya FIR heavy video ko kholne ke liye ya FIR read right ke liye 512GB ka UFC 4.0 ROM storage milta Hai. Ismein aapko memory ka support nahi karta ismein aasani se heavy se heavy apps ho ya video sabhi ko handle kar sakta hai.
WATER & DUST RESISTANT
Pani Aur dhul se mobile ko surakshit rakhne ke liye IP68 ka Suraksha features Diya gaya hai jo yah normal pani ka chhidkav ya FIR dust se kharab hone se phone ko bachata hai.
SENSOR
Accelerometer, Ambient Light Sensor, Proximity Sensor, Gyroscope, Motor, E-COMPASS, Colour temperature sensor, other.
NETWORK
2 Nano Sim, 1 Nano Sim+ esim, Dual sim dual standby,
2G, 3G, 4G, 5G, support
CONNECTIVITY
Wi-Fi, Bluetooth, GPS, USB-C, OTG, multimedia, Video, music, fingerprint sensor in display, NFC,
CONCLUSION -
VIVO x200 Pro yah yah ek powerful processor smartphone heavy gaming ya FIR video editing ya photo capture ine sabhi Ke liye yah behtar performance wala smartphone hai is tarah ka smartphone chahie to yah aapke liye khas vikalp ho sakta hai.
DISCLAIMER -
is blog mein sabhi jankari company ki official site se liya gaya hai blog ka uddeshy Keval aapko naye launch smartphone ka features aur kimat ki suchna dena Ham Kisi company ya brand ka prachar Prasar ya FIR Pramot nahi karte agar aap company ka phone ke liye interested Hai To vivo company official site ya FIR company retailer se adhikrit pushti jarur Karen.
No comments: